Music Release Date: 26 Jul 2017

Lyrics

Hulchul

Music Director(s): Amit Trivedi
Lyricist: Kausar Munir
Singer(s): Arijit Singh, Yashita Sharma

Iss Daldal Mein Har Dhasa Hua Pal
Kasak Kasak Kar Karta Hai Hulchul
Hulchul Hulchul
Udd Jaane Ki Hulchul
Hulchul Hulchul
Pal Pal Karta Hulchul

Nas Nas Mein Har Phansa Hua Pal
Sisak Sisak Kar Karta Hai Hulchul
Hulchul Hulchul
Udd Jaane Ki Hulchul
Hulchul Hulchul

O Saanson Ko Sulgaaye
Saanson Ko Bhadkaaye
Ghut Ne Na De Dum Ko
Saanson Ko Dehkaaye
Har Dum Dum Mein Hulchul
Har Dum Dum Mein Hulchul

Rag Rag Mein Hai Khaulta Sapna
Ubal Ubal Kar Karta Hai Hulchul
Hulchul Hulchul
Udd Jaane Ki Hulchul
Hulchul Hulchul
Sapna Apna Hulchul

Khwaabon Ko Uksaaye
Khwaabon Ko Jagaaye
Sone Na De Humko
Khwaabon Ko Bhadkaaye
Har Dum Hum Mein Hai Hulchul
Har Dum Hum Mein Hai Hulchul

Umadh Rahi Hai      
Ubal Rahi Hai
Bhak Bhak Bhak Bhak
Bhabhak Rahi Hulchul
Hulchul Hulchul
Jal Jaane Ki Hulchul
Hulchul Hulchul
Udd Jaane Ki Hulchul

Uphadh Rahi Hai
Udhadh Rahi Hai
Lak Lak Lak Lak
Lalak Rahi Hulchul

Hulchul Udd Ja
Hulchul Udd Ja
Hulchul Pal Pal

Udd Jaane Ki Hulchul
Hulchul Udd Ja
Hulchul
Udd Jaane Ki Hulchul
Udd Ja Udd Ja
Udd Jaane Ki Hulchul
Har Pal Har Pal
Udd Jaane Ki Hulchul