Music Release Date: 17 Nov 2006

Lyrics

Banjar

Music Director(s): Raghav Sachar
Lyricist: Aditya Dhar
Singer(s): Shubha Mudgal

Banjar ret hai, zameen banjar hai
Banjar aasmaan, yeh ghar banjar hai

Banjar ret hai, zameen banjar hai
Banjar aasmaan, yeh ghar banjar hai

Banjar dil yeh nain banjar
Banjar nain ke... Ansoo banjar hain

Is banjar shehar ke dil mein dhoondoon main geeli mitti ka manzar

Banjar lamha hai, waqt banjar hai
Banjar waqt si yeh raat banjar hai

Banjar lamha hai, waqt banjar hai
Banjar waqt si yeh raat banjar hai

Banjar raat khwaab banjar
Chaand taaroon ka saath... Banjar hai

Is banjar shehar ke dil mein dhoondoon main geeli mitti ka manzar
Is banjar shehar ke dil mein dhoondoon main geeli mitti ka manzar

Banjar ret banjar zameenon ke is daur mein
Banjar man banjar dhadkanon ke is shor mein
Banjar ehsaas mein banjar saanson mein

Ik safar zaroori banta hai jo diloon ke dum pe chalta hai