Music Release Date: 17 Jul 2014

Lyrics

Shayarana

Music Director(s): Sajid - Wajid
Lyricist: Kausar Munir
Singer(s): Shalmali Kholgade

Jheeni hai, bheeni hai
Khushboo teri hai         
Main mehak rahi hoon

Jheeni hai, bheeni hai
Khushboo teri hai           
Main mehak rahi hoon

Khatthi hain, meethi hain
Boliyaan teri hain
Main chehak rahi hoon

Tu chaahat puraani
Sharaarat nayi hai
Yakeen toh dila de
Tu hai ya nahin hai
Aaye haaye, zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main toh hui shayarana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
Gungunane lagi, aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
Oh oh woo oh shayarana hui

Main shayarana shayarana shayarana hui...

Chaand chhalke
Chal diya hai
Din mein hi
Nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye

Aage peeche
Baahein kheenche
Udd rahi hain
Yeh hawaayein
Raahein dhoond layi hai mere liye nayi

Shayarana, shayarana, ho gayi main shayarana
Shayarana, shayarana, sha ra ra ra ra ra, shayarana

Tu hasrat purani
Tu aadat nayi hai
Yakeen toh dila de
Tu hai ya nahin hai
Aaye haaye, zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main toh hui shayarana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
Gungunane lagi, aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui
Oh oh woo oh shayarana hui

Kahe jo sakhiyaan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani

Haan kahe jo sakhiyaan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani

Daude jo nas mein
Rahe na bas mein
Tu hai woh rawaani

Main jispe fida hoon
Ada ban gaya tu
Jo sach ho gayi woh
Dua ban gaya tu
Ke haaye, zubaan bhi phisalne lagi
Hui hui main toh hui shayarana hui
Hui hui main toh hui shayarana hui

Shayarana, oh oh shayarana, oh oh
Shayarana, shayarana, shayarana
Shayarana, na na na na, sha ra ra ra
Shayarana hui yeah
Shayarana hui
Shayarana hui